har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera - 2 main hi kashti hu mujhi mein hain samundar mera har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera
ek se ho gaye mausamo ke chehre saare - 2 meri aankhon se kahi kho gaya manzar mera har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera
kis se pootchu ke kaha gum hu kai barso se - 2 har jagah dhundhta hu phirta hain mujhe ghar mera - 2 har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera
muddatein ho gayi ek khwaab sunehra dekhe - 2 jaagta rehta hain har neend mein bistar mera - 2 har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera main hi kashti hu mujhi mein hain samundar mera har ghadi khudse ulajhna hain muqaddar mera