Binte dil misriya mein Binte dil misriya mein Binte dil misriya mein Binte dil misriya mein
Pesh hai kul shabaab Khidmat-e-aali janaab Pesh hai kul shabaab Khidmat-e-aali janaab Aatish-kada adaaon se Aatish-kada adaaon se Jal uthega aapke Deeda-e-tar ka hijaab
Binte dil misriya mein Binte dil misriya mein
Maikash labon pe aane lagi hai Pyaasi kurbatein Hairatzada Thikaane lagi hain Saari furqatein

Aarizon pe mere likh zara Rif'atein chaahaton ka sila